Ads

Sunday, February 15, 2009

Iram pakistan model

Ik Ajnabi hai magar rooh shanaas lagta hai
Meri tarah woh bhi udaas lagta hai
Kero talaash to shak ho wajood pe uss kay
Jo ankhain band karoo to ass paas lagta hai!

Wafa Lahore

wo silsilay wo shoq wo nisaabat nahin rahi ab zindagi main hijr ki wehshat nahin rahi phir yun huya ke koyi shanaasa nahin raha phir yun huya ke dard main shiddat nahin rahi phir yun huya ke ho gaya masroof wo bohot aur hum ko yaad karne ki fursat nahin rahi ab kiya kisi ko chahein ke hum ko to in dino khud apne aap se mohobbat bhi nahin rahi!

Iman Ali Cute girl

Kitabo k panno ko palat k sochta hu
u palat jaye meri zindagi to kya bat hai

khwabo me roz milti hai jo
hakikat me aaye to kya bat hai!

polite.man's Avatar

Saturday, February 14, 2009

Sara Lahore

Yaad Main Tari Kattey Hain Youn Shab-o-Roz
Kub Saher Hui Kub Sham Mujhe Yad Nahi
andaaz-e-bayaan garchy buhut shukh nahi hay
shaayed k tery dil men otar jaay meri baat!

Amnia haq Pak

Is ko chaha bhi to Iqrar na karna aaya
kat gayi omer hamain piyar na karna aaya
us ne mangi bhi to faqat judayi mangi
aor hum keh hamain inkar na karna aaya
Younhi bethe ye khiyal aaya mere dil main
agar to na raha to main ji payoon ga kiase!
angels's Avatar