UDH KEH ZULMAT HUI PEDA UFAQ E KHAWAR PER BAZAM MEIN SHOULA NAWAI SAY UJALA KER DEN AIK FARYAD HAY MANIND E SPAND APNI BISAT ISI HANGAME SAY MEHFIL TEH O BALA KER DEN,,! DR:Allama Muhammad KhurRam SHah
YEH KAIFIYAT HAY MIRI JAN E NA SHAKEEBA KI MIRI MISAL HAY TIFAL E SAGHIR E TANHA KI ANDHEIREE RAT MEIN KARTA HAY WO SAROOD AAGHAZ SADA KO APNI SAMJHTA HAY GHER KI AWAZ,, DR:Allama Muhammad KhurRam
kitni dur tak wo tanha ja sakta hai jane wala laut ke bhi tu Aa sakta hai ik majbori aur kuch duri bhi shamil hai warna us ka pata chalaya ja sakta hai!
Wo Lafzoo Mai Buhat Kamal Rakh Ta Hai Khud Ko Hum Kehnay MaiApni Misaal Rakhta Hai Gar Dekh Na Hoo Hussan Ko Meri Nazar Say Dekh Tu Apnay App Main Bhar Pur Jamal Rakh Ta Hain,,!
Nigahe to isaq me dil ki Zuba hoti hai Sacchi muhabbat To be zuba hoti hai Isaq mai dard bhi mile to gam kaisa suna hai dard se muhabbat jawan hoti hai,,!
jism par qaid hai jazbaat pe za.njiire hai fikr mahabuus hai guftaar pe taaziire.n hai.n aur apanii himmat hai ki ham phir bhii jiye jaate hai.n zindagii kyaa kisii muflis kii qabaa hai jis me.n har gha.Dii dard ke paiba.nd lage jaate hai.n
Sehme Labo Pe Koi Masoom Faryad Ajaye Koi Khushi Ab In Ghamon Ke Bad Ajaye Pal Pal Mehsoos Hoti Hai Teri Mojodgi Kisi Lamhe Tujhe Bhi Humari Yaad Ajaye!
Mehfil k rang aur hote Tanhaian kash na hoten Itne be rang na hote Judaian kash na hoten Aisa ehsas na hota tere narm o nazik badan ka Shah Aalam e madhoshi main pakri kalaian kash na hoten!
GO HASEEN E TAZA HAY HER LEHZA MAQSOOD E NAZAR HUSN SAY MAZBOOT PEMAN E WAFA RAKHTA HOON MEIN BE NIYAZI SAY HAY PEDA MERI FITRAT KA NIYAZ SOZ O SAZ E JUSTAJOO MISAL E SABA RAKHTA HOON MEIN!
Ilfaz kuch nhi kahte andaz-e-bayan bulta ha Har shab mere ander daba insan bulta ha Baton mein uski zara b pyas nahi hoti Bus une ik pyasa insan bulta ha,!
tere siva nahi jachta koi nigahoon mai jo to kahe to bikhar jaaon teri raahon mai nazar kaneez teri, dil ghulaam hai tera likha hua mere chehre pe naam hai tera...!,
adat hi bana li hay is shehar k logon nay andaz badal lena awaz badal lena dunya ki muhabbat main atwar badal lena mosam jo naya aye raftar badal lena aghyar wohi rakhna ahbab badal lena!